Saturday, February 16, 2013

Akela tha main...

Akela tha main, Akela hi Reh gaya..

zindgi k mayne to samajh gaya,
Par apni hi zindgi main khud gumnam ban gaya..

Akela tha main, Akela hi Reh gaya..

kafiley to main kayiii peeche chor aya,
par apni manzil ko pehchan hi na paya..

Akela tha main, Akela hi Reh gaya..

Apno ki dagabazi main itna ulaz gaya,
ki khud ko humesha k liye sunepan ki khamoshi main le gaya..

Akela tha main, Akela hi Reh gaya..…

No comments:

Post a Comment